maine shopclues se apple 5s silver colour ka phone mangwaya tha unhone grey colour ka phone bhej diya wo bhi unlock kiya hua iske regarding maine unko kayee bar phone kiya or jis din mujhe phone mila ta usi din maine iski complaint kar di thi lagbhag 29 dino se mujhe pareshan kiya hua hai na to wo phone change kar rahe hai or na hi mere paise vapis kar rahe iske chakkar me main apne bussines par bhi dhyan nahi de pa raha hu isse mujhe arthik nuksan ho raha hai kirpa karke mera samadhan jaldi se jaldi karwane ke kast kare
name chirag jhamb
add.2313 sant nagar opp.ideal school hisar-125001 9haryana0
mob:-9813513739
email:- [email protected]
Post your reviews / feedback or experience by clicking on the following submit complaint button.
Frustrated?
Frustrated?